Showing posts with label Wasi Shah Poetry. Show all posts
Showing posts with label Wasi Shah Poetry. Show all posts

Monday 11 August 2014

Ik Bar Tu Milne Aao December Aane Wala Hai

Ik Bar Tu Milne Aao December Aane Wala Hai

Kesa Guzra Hai Ye Sal Btao, December Aane Wala Hai


Khush Ho Jao K Milne Ka Sal Aa Raha Hai Phir


Wasi Yun Na Aansu Bahao December Aane Wala Hai


Shayad Ab K Baras Bi Wo Lot Kar Na Aye


Tanhion Abi Chor Kar Na Jao, December Aane Wala Hai


Ye Kya K Raat Din Us Ki Yaad Mai Doobe Rehna


Na Gham Ki Barish Mai Nahao, December Aane Wala Hai


Ae Mere Dukhon Ke Sathio Khush Ho Jao


Apne Apne Ghron Ko Sjao December Aane Wala Hai


Kia Pta Phir December Aye Na Aye Jan-e Wasi


Meri Mano Ab Tum Lot Ayo December Aane Wala Hai


Han December Ane Wala Hai


( Wasi Shah )

Tuesday 5 August 2014

Kaash Mein Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Hath Ka Kangan HotaTu Bare Piyar See Chaao See Bare Maan K Sath


Apni Nazuk Si Kalaai Me Charhati Mujh KoAur Bay Taabi See Furqat K Khizaan Lamhom Mee


Tu Kisi Soch Mein Doobi Jo Ghoomati Mujh KoMein Tere Hath Ki Khooshboo See Mehak sa Jata


Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhe Choomaa KartiTere Hontoon Ki main Hidat Say Dehaak Sa Jata


Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kee Safar Par JaatiMar Mareein Haath Ka Takiya Banaiya Karti


Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kai Batein KartaTeri Zulfon ko Tere Gaal Ko Chooma Karta


Jab bhi to band e qaba kholane lagati jananApni ankhon ko tere husan se khaira karta


Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka NaashaMein Teri Rooh K Gulshan Me Meehakta Rehtata Rehta


Mein Tere Jisam K Aangan Me Khanakata rehtaKuch Nahi To Yahi Be Naam Sa Bhandhan Hota


Kash Me Tere Haseen Hath Ka Kanghan Hota

Tuesday 29 July 2014

Dard ki Dil pe hukumat thi kahan tha Uss Waqt


Dard ki dil pe hukomat thi kahan tha us waqt
jab muje teri zaroora thi kahan tha us waqt

Mout ke sukh main chala aya muje dekhne ko
Zinda rehne ki museebat thi kahan tha us waqt

Dil ke daryaon main ab rait hai sehrayon ki
Jab muje tum se muhabat thi kahan tha us waqt

Tum Meri Aankhon ke Tewar na Bhula pao Gey

Tum meri aankhon ke tewar na bhula pao gay




Un kahi baat ko samjo ge to yaad aon ga

Iss Qadar toot ke tum pe Hamein Pyaar aata Hai

Is qadar toot ke tum peh hamain payar aata hai



Apni banhon main bharain mar hi dalain tum ko

Samandar Mein Utarta hoon tou Aankhein Bheeg Jaati Hain


Samandar Main Utarta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain

Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain

Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se

Koi Bi Lafz Likhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain

Mere Chehre Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi


Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi




Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena

Har Ik Shab Meri Taza Azaab Mein Guzri

Har Ik Shab Meri Taza Azab Main Guzri

Tumhare Bad Tumhare Hi Khuwab Main Guzri

Mai Ik Pohol Hoon Wo Muj Ko Rakh Ke Bhool Gaya

Tamam Umar Usi Ki Kitab Main Guzri

Dil mein Afsos Ankhon mein Nami Si Rehti Hai

Dil Main Afsos Aankhon Main Nami Si Rehti Hai

Zindagi Main Shaid Koi Kami Si Rehti Hai

Muj Se Roth Jate Hain Aksar Apne Wasi

Shaid Mere Khalos Main Koi Kami Se Rehti Hai

(Poet: Wasi Shah)

Andheri Raat mein Rehte tu Kitna Acha Tha

Andheri Raat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha

Ham Apni Zaat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha

Dukhon Ne Bant Lia Hai Tumhare Baad Hmain

Tumhare Hath Me Rehte Tu Kitna Acha Tha

Kab bhulaye Jate Hain Dost Juda Ho Kar bhi Wasi


Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Kar Bi Wasi




Dil Tot Tu Jata Hai Rehta Phir Bi Sene Mai Hai

Teri Yaad Aye tou Neend jaati Rehti Hai


Teri Yaad Aye Tu Neend Jati Rehti Hai



Khuwab Toot Jate Hain Ab Bi Teri Aahat Par

Talaash E Wafa Se Khudi ko Kiun Azziyat Dete ho Wasi

Talaash-e-Wafa Sey Khudi Ko Kiyun Azziyat Detey Ho Wasi,



Ab Maan Bhi Lo K Is Duniya Me Koi Wafadar Nahi…

Hijar Ka Tara Doob Chala Hai Dhalne Lgi Hai Raat Wasi

Hijr Ka Tara Doob Chla Hai Dhalne Lgi Hai Raat Wasi

Qatra Qatra Bars Rahi Hai Ashko'n Ki Barsat Wasi

Tere Baad Ye Dunya Wale Mujh Ko Pagal Kar Dain Ge

Khushbo Ke Dais Mai Mujko Le Chal Apne Sath Wasi

Yun Hi Chup Ki Muhr Lga Kar Kab Tak Gum Sum Betho 
Gay?

Khamoshi Se Dam Guta Hai Chero Koi Baat wasi

Aaj Tu Us Ka Chehra Kuch Badla Badla Lagta Hai

Mosam Badla, Dunya Badli, Badal Gaye Halata Wasi

Mere Ghar Khushbu Ka Ye Raqs Usi Ke Dam Se Hai

Us Ke Sath Chali Jaye Gi Pholon Ki Barsat Wasi

Choro Wasi Ab Us Ki Yaadain Tuj Ko Pagal Kar Dain Gi

Tu Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Aoqat Wasi

Samajh Nahi aati Wafa karain tou Kis se Karein Wasi

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi




Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain

Ik Baar Tu milne Aao December Aane Wala Hai

Ik Bar Tu Milne Aao December Aane Wala Hai

Kesa Guzra Hai Ye Sal Btao, December Aane Wala Hai

Khush Ho Jao K Milne Ka Sal Aa Raha Hai Phir

Wasi Yun Na Aansu Bahao December Aane Wala Hai

Shayad Ab K Baras Bi Wo Lot Kar Na Aye

Tanhion Abi Chor Kar Na Jao, December Aane Wala Hai

Ye Kya K Raat Din Us Ki Yaad Mai Doobe Rehna

Na Gham Ki Barish Mai Nahao, December Aane Wala Hai

Ae Mere Dukhon Ke Sathio Khush Ho Jao

Apne Apne Ghron Ko Sjao December Aane Wala Hai

Kia Pta Phir December Aye Na Aye Jan-e Wasi

Meri Mano Ab Tum Lot Ayo December Aane Wala Hai

Han December Ane Wala Hai

Main Kese Sard Haathon Se Tumhare Gal Choota Tha

Mai Kese Sard Hathon Se Tumhare Gal Chota Tha




December Mai Tumhain Meri Shirart Yaad Aye Gi

Pehle Mere Khat Ke Uss Ne

Pehle Mere Khat Ke Us Ne

Ik Anjane Khof Se Dar Kar

Tukre Tukre Kar Dale

Ab

Ik Haseen Ihsaas Ke Tab’a

Jis Ka Koi Naam Nahi Hai

Pichle Kitne Hi Ghanton Se

Darwaze Ki Aoot Main Chup Kar

Tukre Jorr Rahi Hai …. Pagal

Apne Ihsaas Se Choo Kar Mujhe Sandal Kar do

Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do

Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar Do

Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe

Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do

Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehndi Se Rango

Apne Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do

Us Ke Saye Mein Mere Khwab Dhak Uthen Gain

Mere Chahre Pey Chamkta Hoa Aanchal Kar Do

Dhop Hi Dhop Hoon Main Toot Ke Barso Muj Par

Is Qadar Barso Meri Roh Mein Jal Thal Kar Do

Tum Chupa Lo Mera Dil Aot Mein Apne Dil Ki

Aur Muje Meri Nigahon Se Bi Ojal Kar Do

Masla Hon Tu Nigahain Na Churao Muj Se

Apni Chahat Se Twaja Se Muje Hal Kar Do

Apne Gham Se Kaho Har Waqt Mere Sath Rahe

Aik Ehsan karo Is Ko Musalsal Kar Do

Muj Pe Cha Jao Kisi Aag Ki Sorat Jana

Aur Meri Zaat Ko Sokha Hoa Jungle Kar Do

Woh Keh Rahi thi Samandar Nahi Hain Aankhein Hain

Wo Keh Rahi Thi Sumandar Nahi Hain Aankhain Hain



Mai Un Mai Doob Gya Aetbar Karte Hoye