Showing posts with label jaun Elia. Show all posts
Showing posts with label jaun Elia. Show all posts

Saturday 9 August 2014

Ham Rahe Par Nahi Rahe Abad

Ham Rahe Par Nahi Rahe Abad

Yaad K Ghar Nahi Rahe Abad


Kitni Aankhein Hui Hlak Nazr


Kitne Manzar Nahi Rahe Abad


Ham Ke Ae Dil Thay Sukhn Sar Ta pa


Ham Labon Par Nahi Rahe Abad


Shehr Dil Mai Ajab Mhale Thay


Un Mai Aksar Nahi Rahe Abad


Jane Kia Waqia Hoa Kun Log


Apne Andar Nahi Rahe Abad


( jaun Elia )

Meri Baahon Mai Behakne Ki Saza Bi Sun Le

Meri Baahon Mai Behakne Ki Saza Bi Sun Le




Ab Bahot Dair Mai Azad Karon Ga Tuj Ko

( jaun Elia )

Mere Sare Qatal Muj Par Jan-o Dil Se Aashiq Thay

Mere Sare Qatal Muj Par Jan-o Dil Se Aashiq Thay



Mai Ne Hi Khud Ko Mara Khair, Sab Ka Bhla Ho Sab Ki Khair

( jaun Elia )

Ye Tere Khat Teri Khushbu Ye Tere Khawab o Khayal

Ye Tere Khat Teri Khushbu Ye Tere Khawab o Khayal

Mtay-e Jaan Hai Tere Qol-o Qasam Ki Tarah


Guzishta Sal Inhain Mai Ne Gin Ke Rakha Tha


Kisi Ghareb Ki Jori Hoi Raqam Ki Tarah


( jaun Elia )

Kal Par Hi Rakho Wafa Ki Batain

Kal Par Hi Rakho Wafa Ki Batain    Main Aaj Bohat Buja Hoa Hon  ( jaun Elia )


Kal Par Hi Rakho Wafa Ki Batain



Main Aaj Bohat Buja Hoa Hon

( jaun Elia )
Ghair Ke Dil Mai Gar Utarna Tha…




Mere Dil Se Utar Gaye Hote

( Jaun Elia )

Dhund Chai Hui Hai Jheelon Par

Dhund Chai Hui Hai Jheelon Par

Ur Rahe Hain Parinde Teelon Par

Sab Ka Rukh Hai Nishamon Ki Taraf

Bastion Ki Taraf, Banon Ki Taraf

Apne Glon Ko Le Kar Charwahe

Sarhadi Bastion Mein Ja Phunche

Dil-e Nakam! Main Kahan Jaon?

Ajnabi Shaam! Main Kahan Jaon?

( Jaun Elia )

Kal Dopehar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi

Kal Dopehar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi




Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein

( Jaun Elia )

Pass Reh Kar Judai Ki Tujh Se

Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se

Dor Ho Kar Tuje Talash Kia

Mein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke

Apne Andar Tuje Talash Kia


( Poet: Jaun Elia )