Showing posts with label Munir Niazi. Show all posts
Showing posts with label Munir Niazi. Show all posts

Sunday 10 August 2014

Milti Nahi Pnah Hamain Jis Zameen Par

Milti Nahi Pnah Hmain Jis Zmain Par





Ik Hashr Us Zameen Pe Utha Dena Chahiye

( Munir Niazi )

Sukoon Deti Hai Dil Ko Kabi Kabi Ki Dua

Sukoon Deti Hai Dil Ko Kabi Kabi Ki Dua

Kabi Kabi Ki Dua Mai Hai Tazgi Ki Dua

Bahut Duain Be Deti Hai Be Hisi Dil Ko

Bahud Duain Be Hoti Hain Be Dili Ki Dua

( Munir Niazi )

Be Chain Bohat Phirna Gabraye Hoye Rehna

Be Chain Bohat Phirna Gabraye Hoye Rehna

Ik Aag Se Jazbon Ki Barkaye Hoye Rehna

Aadat Hi Bna Li Hai Tum Ne Tu Munir Apni

Jis Shehr Mai Bi Rehna Uktaye Hoye Rehna

( Munir Niazi )

Janta hoon Ik Shakhs Ko Mai Bi Munir

Janta hoon Ik Shakhs Ko Main Bi Munir




Gham Se Pathar Ho Gaya Lekin Kbi Roya Nahi

( Munir Niazi )

Jo Muje Bhula De Gay Mai Unhain Bhula Don Ga

Jo Muje Bhula De Gay Mai Unhain Bhula Don Ga
Sab Ghuror Un Ka Mai Khak Mai Mila Don Ga

Dekhta Ho Sab Shaklain, Sun Raha Ho Sab Batain
Sab Hisab In Ka Mai Ik Din Chuka Don Ga

Roshni Dikha Don Ga In Andhair Ngron Mai
Ik Hawa Zaion Ki Char So Chla Doon Ga

( Munir Niazi )

Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi

Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi

Tu Ne Muje Kho Dya Mai Ne Tuj Ko Khoya Nahi


Neend Ka Halka Gulabi Sa Khumar Aankhon Mai Tha


Yun Lga Wo Shab Ko Dair Tak Soya Nahi


Har Tarf Dewar-o Dar Aur Un Mai Aankhon Ka Hjom


Keh Skay Jo Dil Ki Halat Wo Lab Goya Nahi


Juram Adam Ne Kya Aur Nasal Adam Ko Saza


Kat-ta Hon Zindagi Bhar, Mai Ne Jo Boya Nahi


Janta Hon Ik Aese Shakhs Ko Mai Bi Munir


Gham Se Pathar Ho Gya Lekin Kabi Roya Nhi


( Munir Niazi )

Sitare Jo Chmakte Hai Kisi Ki Chasm Heran Mai

Sitare Jo Chmakte Hai Kisi Ki Chasm Heran Mai

Mulaqatain Jo Hoti Hai Jmal Abr-o Baran Mai


Ye Na Abad Waqton Mai Dil-e Nashad Mai Ho Gi


Mohabat Ab Nahi Ho Gi Ye Kuch Din Baad Mai Ho Gi


Guzar Jayen Gay Jab Ye Din Ye In Ki Yaad Mai Ho Gi


( Munir Niazi )

Kis Hasen Khamosh Gulshin Mai Khla Hai Meri Chahat Ka Dmakti Pankhrion Wala Gulab

Kis Hasen Khamosh Gulshin Mai Khla Hai Meri Chahat Ka Dmakti Pankhrion Wala Gulab

Kon Se Jadu Bhray Kochy Mai Behti Hai Un Aankho Ki Khumar Aagi Shrab


Kab Fseel-e Shab Ke Ik Poshida Darwaze Se Jhanke Ga Wo Chamkela Sarab


Bol Ae Bad-e Shbana Ke Nirale Naqsh Diklate Hoye Gonge Rubab


( Munir Niazi )

Koi Tu Hai Munir Jisay Fikar Hai Meri

Koi Tu Hai Munir Jisay Fikar Hai Meri




Ye Jaan Kar Ajeeb Se Hairat Hui Mujhe

( Munir Niazi )

Khayal Jis Ka Tha Muje Khayal Mein Mila Muje

Khayal Jis Ka Tha Muje Khayal Mein Mila Muje




Sawal Ka Jawab Bi Sawal Mein Mila Muje

( Munir Niazi )

Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kya

Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kya





Umar Meri Thi Mgar Us Ko Basar Us Ne Kya

( Munir Niazi )