Showing posts with label Nasir Kazmi. Show all posts
Showing posts with label Nasir Kazmi. Show all posts

Sunday 10 August 2014

Nasir Kia Kehta Phirta Hai Kuch Na Suno Tu Behtr Hai


Nasir Kia Kehta Phirta Hai Kuch Na Suno Tu Behtr Hai


Dewana Hai Dewane Ke Munh Na Lago Tu Behtar Hai


Kapre Badal Kar, Bal Bna Kar, Kahan Chale Ho Kis K Liye


Raat Bahut Kali Hai Nasir Ghar Hi Raho Tu Behtar Hai


( Nasir Kazmi )

Gaye Dino Ka Suragh Le Kar Kidhr Se Aya Kidhr Gya wo

Gaye Dino Ka Suragh Le Kar Kidhr Se Aya Kidhr Gya wo




Ajeeb Manoos AJnabi Tha Muje Tu Hairan Kar Gya wo


( Nasir Kazmi )

Eid Ka Din Hai Aaj Tu Gale Mil Lay Nasir

Eid Ka Din Hai Aaj Tu Gale Mil Lay Nasir




Rasm-e Duniya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai

( Nasir Kazmi )

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga


Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga


( Nasir Kazmi )

Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil

Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil

Ke Door Door Kinare Nazar Nahi Aate


Hujoon Yas Hai Or Manzlon Andhera Hai


Wo Raat Hai Ke Sitare Nazar Nahi Aate 


( Nasir Kazmi )

Na Poocho Kis Kharabe Main Paray Hain

Na Poocho Kis Kharabi Main Parray Hain

Tahe Abr-e Rawan Payase Khare Hain

Zara Ghar Se Nikal Kar Dekh Nasir

Chama Main Kis Qadar Patte Jhare Hain

( Nasir Kazmi )

Kab Se Apni Talash Mai Gum Hoon

Kab Se Apni Talash Mai Gum Hoon

Ae Khuda Muj Ko Muj Pe Afsha Kar

Kon Bante Ga Dukh Tere Nasir

Doston Se Bi Chup Ke Roya Kar

( Nasir Kazmi )

Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir

Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir




Teri Gali Tak Tu Ham Ne Dekha Phir Na Jane Kidhr Gya Wo

( Nasir Kazmi )

Sunday 6 July 2014

جیسے بلقیس سلیماں کے محل میں آۓ ناصر کاظمی

جیسے بلقیس سلیماں کے محل میں آئے
+

یہ بھی آرائش ہستی کا تقاضا تھا کہ ہم
+
حلقہء فکر سے میدانِ عمل میں آئے
+
ہر قدم دست و گریباں ہے یہاں خیر وشر
+
ہم بھی کس معرکہء جنگ و جدل میں آئے
+
زندگی جن کے تصور سے جلا پاتی تھی
+
ہائے کیا لوگ تھے جو دامِ اجل میں آئے
+
ناصر کاظمی
+