Showing posts with label Anjum Aziz Abbas. Show all posts
Showing posts with label Anjum Aziz Abbas. Show all posts

Tuesday 5 August 2014

Kia Hai Dil Mai Ye Bhed Kholti Hain

Kia Hai Dil Mai Ye Bhed Kholti Hain




Jo Khamosh Rahe Us K Aankhein Bolti Hain


( Anjum Aziz Abbas )

Thursday 31 July 2014

Jo Kisi Ke Rah Mai Rorre Atkate Hain

Anjum Aziz Abbas




Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate HainHaqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate Hain


Kuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste HainKuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain


Mazhab-e Ishq Se Tumhara Kia Wasta Sheikh GYahan Sanam Tore Nahi Poje Jate Hain


Anjum Hamara Kia Kasor Jo Un K SamneKuch Keh Nahi Pate Lab Tu Hilate Hain


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na Kro

Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na KroBaat Ko Yunhi Tum Uljaya Na Kro


Zakhm Badal Jate Hain Nasoor Ki SooratDard Zara Sa Bi Ho Chupaya Na Kro


Ulja Dain Gi Dast Shinason Ki BatainTum Apna Hath Kisi Ko Dikhya Na Kro


Kuch Roz Tu Yaad Rakho Ehsan Kisi KaItni Jaldi Kisi Ko Bhol Jaya Na Kro


Charhe Darya Khud Utar Jate Hain AnjumZara Si Tughiani Dekh Kar Ghabria Na Kro


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Jab Apni Ana Ke Libade Se Niklo Ge

Jab Apni Ana Ke Libade Se Niklo Ge


Phir Log Dekhen Gay Jo Hal Tera Ho Ga


Har Cheez Mai Pao Gay Soorat Meri


Aina Tum Dekho Gay Aks Mera Ho Ga


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Hurmat Sag-e Koye Yaar Bi Hai Lazim

Hurmat Sag-e Koye Yaar Bi Hai Lazim




Jisay Ho Ana Ka Khayal Mohabat Na Kre

Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Jiya Dharke Par Jiya Na Jaye

Jiya Dharke Par Jiya Na JayeAlzam Mohabat Ko Diya Na Jaye


Kaam Bhole Sajde Qaza HoyePyar Kar K Kuch Kiya Na Jaye


Tera Khayal Be Khayal Kar DeKoi Zakhm Bi Sia Na Jaye


Udasi K Sbab Kese BtayenTera Naam Bi Liya Na Jaye


Tab Wasal Ki Layi Na JayeZehr Firaq Piya Na Jaye


Wo Jene Nahi Deta MujeAnjum Jis Bin Jiya Na Jaye


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Buna Hai Dam-e Hayat-e Insan Afkar K Dhagon Se

Buna Hai Dam-e Hayat-e Insan Afkar K Dhagon Se




Ye Bi Ik Sukhn-e Fikr Hai Jisay Koi Fikr Nahi


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Is Se Pehle Ke Saal Ki Akhri Sham Tmam Ho

Is Se Pehle Ke Saal Ki Akhri Sham Tmam HoAur Tu Bi Masrof-e No Ayam Ho


Is Se Pehle K Mai Zeesat Girwi Rakh DonKisi Aur K Pass


Is Se Pehle K Tere Hathon Ka LamsTere Labo Ki Mesihai Aur Tere Lehje Ki PzeraiHar Don Kahein Aur


Mana Dost K Hijr Tu Ab Muqadar ThehraMgr Is Se Pehle K Ham Bichar Jayen


Hmari Rahain Mukhalif Simat Mai Mur JayenIk Bar Yun Aankhon Mai Aankhain Dalo Ke Waqt Tham Jaye


Aur Tumhara Aks Hamesha Ke Liye Putli Mai Jam JayeAao Waqt Ke Daman Se Mohabat Ke Chand Lamhe Chura Kar


Khain Chupa LainSehrae Zeesat Mai Jab Bi Bgole Uthain


Phir In Amr Lamho Ki Chadar Aorh Kar HamHalat Ke Rait Se Apni Aankhain Chupa Lain


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Beena Ho Gya Wo Shakhs Jis Ki Benai Gyi

Anjum Aziz Abbas

Intikhaab-e-Sukhan.blogspot.com


Beena Ho Gya Wo Shakhs Jis Ki Benai Gyi

Dasht-e Dil Mai Ik Aesi Jhok Bisai Gyi

Karb Ke Ashgar Pe Bad-e Khazan Nahi Chalti

Amar Bail Mere Daman Se Lipat K Murjai Gyi

Jab Talak Sunta Tha Bebak Kha Us Se

Be Khatar Bola Wo K Meri Lab Lishai Gyi

Bant Rahi Hai Shab Hijran K Andheray

Us Ki Yaad Mai Jo Sar-e Mehfil Jot Jilai Gyi

Ehd Le Ke Muj Se Apni Yaktai Ka Anjum

Yakta Rehne Ne Diya Muje Meri Yaktai Gyi


Submitted By: Anjum Aziz Abbas



Kia Hai Dil Mai Ye Bhed Kholti Hain

Kia Hai Dil Mai Ye Bhed Kholti Hain




Jo Khamosh Rahe Us K Aankhein Bolti Hain


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Suno Kuch Kehna Chahta Hoon

Suno Kuch Kehna Chahta HoonTumhare Dil Mai Rehna Chahta Hoon


Tumhari Aankhon Ka Dewana HoonShama Hussan Ka Parwana Hon


Tumhari Adaon Ne Mashor KyaYe Kehne Pe Majbor Kya


Tuj Sa Nahi Jhan Mai KoiZamen Mai Koi Aasman Mai Koi


Is Qadar Sahb-e Jamal Hai TuBe Masal He Tu Be Masal Hai Tu


Mai Tum Mai Tum Muj Mai Ghum RhoMai Jism Bna Rhon Rooh Tum Raho


Mere Samne Tera Husn-o Jamal HoJaan Teri Qasam Teri Hi Khayal Ho


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Muskra Kar Karta Hai Baat Kia Ki Jiye

Muskra Kar Karta Hai Baat Kia Ki JiyeHaye Ye Andaz-e Mkafat Kia Ki Jiye


Aesa Bad Guman Hua Wo Muj SeBuri Lagni Lagi Meri Zaat Kia Ki Jiye


Bahut Chaha Gham-e Hijr Chupaon LekinNikal Gai Baton Se Baat Kia Ki Jiye


Idhar Gham Ka Dera Udhaar Khushi Ka RaqsApni Apni Qismat Ki Baat Kia Ki Jiye


Ghamon Ki Daldal Mai Aa ke AnjumRuk Gayi Gardash-e Halat Kia Ki Jiye


Submitted By: anjum aziz Abbas

Ishq K Dhagon Mai Pro K Mujhe

Ishq K Dhagon Mai Pro K Mujay
Hansane Ka Keh Gya Hai Wo Ro K Mujay

Be Chain Sorat Us Ki Aa Jati Hai
Aata Nahi Chain Ab So K Mujay

Aanson Ke Pani Se Kar Ke Wuzu
Dekhta Hai Wo Aankhain Bhigo K Muje

Ta’ane Tashne Be Kasi Be Kali Be Dili
Bohat Kuch Mila Tera Ho K Muje

Aanson Us Ke Main Ne Ponche Anjum
Behla Rha Tha Jab Wo Ro K Muje

Jab Bi Tum Samne Aaty Ho

Jab Bi Tum Samne Aaty HoAb Ki Sari Khzan Zada Gharyan


Guzri Baharon Mai Dhal Se Jati HainWaqt Ki Aagosh Mai Sui Hui Wafaiin


Phir Se Machal Si Jati HainIk Behka Sa Khayal Drechon Pe Dastak Diye Bghair


Dil K Aangan Mai A Jata HaiPhir Se Dabi Hui Siskyon Ko Behlya Jata Hai


Us Wehshat Zda Aangan K Ik Kone MainJazbon K Taq Par Pra


Gul Kya Hoa Teri Yadon Ka ChiraghPhir Atas-e Ishq Se Jalne Lagta Hai


Phir Mera Tswur Tere Tswur Mai Dhalne Lagta HaiJab B Tum Samne Aate Ho


Tere Pur Lutf Lehje K Msehai SeShehr Khamoshan Mai Dafan Mere Jawan Jazbat Ko


Phir Se Hayat Nu Ata Hoti HaiPhir Ik Nai Mohabat K Ibtida Hoti Hai


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Ban Gai Hai Dil ki Majboori Mulakatain

Ban Gayi Hai Dil K Majbori Mulakatain


Ho Gayi Hai Ab Tu Zrori Mulakatain


Aankhon Se Kuch Keh K Bichar Jana


Jan Le Lain Gi Ye Adhoori Mulakatain


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Dar Chorr K Sooay Dar Nikli

Dar Chorr K Sooay Dar NikliRoh Meri Qafs Se Bezar Nikli


Ik Ik Sans Bech Rahi HaiZindagi Mot K Khridar Nikli


Lagne La Tmashion K HjomPhir Koi Jan Sar-e Bazar Nikli


Behr-e Qaza Mai Zindagi Ki NaoIs Par Dobi Us Par Nikli


Bit-e Anjum Ko Baksh K SansainDil Pur Soz Jan Be Qarar Nikli


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Insano Ki Iss Basti Main

Anjum Aziz Abbas

Intikhaab-e-Sukhan.blogspot.com




Insano Ki Iss Basti Main 


Insano K Talash Mai Hon


Behasi K Rida Aorhe…Neem Wa Hjabo Se


Aankhon K Surkhi Mail


Gehre Panyon Mai Ujre Hoye Jzere


…..


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Ishq Ne Dal Di Uski Tabiyat Main Narmi

Ishq Ne Dal Di Uski Tabiyat Main Narmi



Warna Wo Shakhs Tu Kabi Roya Na Tha

Bichar Gye To Phir Milne K Aas Kia Rakhen

Anjum Aziz Abbas

Intikhaab-e-sukhan.blogspot.com



Bichar Gye To Phir Milne K Aas Kia Rakhen


Murjaye Hoye Phol Khilne K Aas Kia Rakhen


Lgaye Hain Jo Khud Apne Hath Se Anjum


Un Zakhmon K Khilne Ki Aas Kia Rakhein


Submitted By: Anjum Aziz Abbas

Jaan Ki Bheek Mangne Ki Liye Bi

Anjum Aziz Abbas
intikhaab-e-sukhan.blogspot.com


Jaan Ki Bheek Mangne Ki Liye Bi


Kabi Hath Ham Ne Phelia Hi Nahi


Anjum Muj Ko Mere Waa’z Ne


Sisak Kar Jeena Sikhaya Hi Nahi


Submitted By: Anjum Aziz Abbas