Monday 14 July 2014

Badle howe halaat se darr jata hun aksar By Wasif Ali Wasif

Badle howe halaat se darjata hun aksar...!<
+
Shariza-e-millat hun bekhar jata hun aksar...!<
+
Main aysa safina hun K sahil ki sada par...!<
+
Tufan K sene main uther jata hun Aksar...!<
+
Main mot ko pata hun kabi zar-e-kaf-e-paa...!<
+
Hasti K gumaan se B guzar jata hun aksar...!<
+
Marne ki ghari aaey to main zeest ka talib...!<
+
Jene ka taqaza ho to mar jata hun aksar...!<
+
Rehta hun akela main bhari duniya main wasif...!<
+
Le naam mera koi to dara jata hun aksar...!<

No comments:

Post a Comment