Sunday 6 July 2014

Aik wajah-e-qaraar baaqi hy By Wasif Ali Wasif

Aik wajah-e-qaraar baaqi hy...!<
+
Ap ka intzaar baaqi hy...!<
+
Apni hasti pe ikhtiyar nahi...!<
+
Mout par ikhtiyar baaqi hy...!<
+
Apny daman main koi taar nahi...!<
+
Saans ka aik taar baqi hy...!<
+
Doar hi bewafa tha ap na thy...!<
+
Ap ka aitbaar baaqi hy...!<
+
Karwan kuch kar gaya wasif...!<
+
Karwan ka ghubar baaqi hy...!<
+

No comments:

Post a Comment