Wednesday 6 August 2014

Yahan sang sang Qabahatain, Hamain raas kb hain aziyatain?


Yahan sang sang Qabahatain,Hamain raas kb hain aziyatain?


To ny cheen lin wo jo pas thin,
Nahi pas ab mery Rahatain,

Mery kam khuch b na aa saka,
Na maraqaby na riazatain,

Meri hm nawana khard rahi,
Rahain sath mery Hamaqatain,

Tery pas ab na khalos hai,
Tjh bha gain hain shararatain,

Na sakon hai na qarar hai,
Yahan rozo shab hain Aqabatain,

ya talab hai halat -e -zar
Usy qurb ki dy zafatain

No comments:

Post a Comment