Sunday 3 August 2014

Shabh bhar jlaa houn tere ishq ki germi mein

Shabh bhar jlaa houn tere ishq ki germi mein


Tera jism moum hai, meri aagosh mein pighal jaane de,


Umr bhar kehta raha, per keh nahi paya


Tera aandaz e samajh kuch or mera andaz e bayaa kuch or tha


Jab yaad kare mujh ko to bas awaz lgaa lena


Mai rehta houn jis sahar me wo tere jism me basta hai,


Nafrat ker mujhse magar ye soch le pehle


Tere hazar chahne walon me mera naam bee shamil hai,


Tere muhobat ibadat hai, junoon hai mera


Dekhna hai kya is junoon ki akhri hadd hai,


Tujhe dekh ker he shayri ker di mere lab ne


Mujhko be ik chaand baksha hai mere rab ne,


Meri jaan meri ruh ke saath jura tera naam


Dekha nahi tujhko mugar socha to bohat hai,


Meri kahani me yaaro kirdar bohat hain


Isliye is kahani se hume pyar bohat hai

No comments:

Post a Comment