Wednesday 6 August 2014

Nahi hoon main kisi ka bhi nahi hoon


*. . .Nahi Hon Main Kisi Ka B Nhi Hon. . .*


Nahi hon main kisi ka bhi nahi hon. .*


Ager khud apne jaisa bhi nahi hon. .*


Kabi aise bhi din ate hain mujh par. .*


K khud ko milne jata bhi nahi hon. .*


Main logoo se bohat darta hon lekin. .*


JO rub hay uss se darta bhi nahi hon. .*


Boht hi dukh hua yeh jaan ker aj. .*


K main tu apne jaisa bhi nahi hon. .*


Main apni hadd main rehta hon hamsha. .*


Phir iss hadd se nikalta bhi nahi hon. .*


Bicha daita main khud ko unko khatir. .*


Mager dukh hay k rasta bhi nahi hon. .*


Jahan paishaani pe koi harf aye. .*


Main aise dar pe jhukta bhi nahi hon. .*

mOhs!N. . . . .*

main kya hon k her rooz khud se. .*

Ju kehta hon woh kerta bhi nahi hon. . .*

No comments:

Post a Comment