Tuesday 5 August 2014

Muddat K Bad Dekha Use Badla Hua Tha Wo

Muddat K Bad Dekha Use Badla Hua Tha WoNajane kia Haadsa Hua Sehma Hua Tha Wo


Mujhe dakh kar Usne Chehra to chupa Liya

Mgr Ankhen Bata Rahi Thi K RO0YA hua tha wo


Uski Ankhen Dakh Kar MEHSOOS hua MujheMeri Tarha kisi S0och main Dooba Hua Tha wo 


Uski S0ne Jasi Rangat Zard Parr Gai thi Jase kisi Ke pyaar main jalla Hua tha Wo


NAEEM Qurbaan Jaon us shakhs par mainYaad main jis ki Khoya Hua Tha Wo

No comments:

Post a Comment