Saturday 9 August 2014

mein aur meri tanhai aksar baatein kartey hain


Main Aur Meri Tanhaai translation (Silsila)
male-main aur meri tanhai aksar yeh baatein kartein hain
i n my loneliness usually hve this conversation

tum hoti to keisa hota, tum yeh kehti, tum vo kehti
how would it be at ur presence, u'd say this, u'd say that

tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hasti
u'd be shocked to hear this, u'd laugh to hear that

tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
it would be like this if u'd be here, it would've been like that if u'd be here

main aur meri tanhai aksar ye baatein karte hain
i n my loneliness usually hve this conversation


female- yeh kahaan aagaye hum
where is this that we have come

yu hi saath saath chalte
walking together for so long

teri baahon me hai jaanam mere jism-o-jaan pighalte
in ur arms is where i see myself melting

yeh kahaan aagaye hum, yunhi saath saath chalte
where is this that we have come, walking together for so long


male-yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
its the night which is ur open hair

hai chandni ya tumhari nazrein se meri raatein dhuli hui hai
is it the moonlight or ur eyesight in which my night's set

yeh chand hai ya tumhara kangan
is it the moon or ur bangle

sitaarein hai ya tumhara aanchal
is it the stars or ur shawl

hawa ka jhonka hai ya tumhara badan ki khushboo
is it the wind or the aroma of ur arms

yeh pattiyon ki sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
the sound of these leaves tell me that u quietly said something

yeh sochta hoon main kab se gumsum
i've been thinking quietly since then

ke jab ki mujhko bhi ye khabar hai
that i'm aware of it too

ke tum nahi ho, kahin nahi ho
that ur not around, not there at all

magar ye dil hai ke keh raha hai
but this heart which is telling me

ke tum yahi ho, yahin kahin ho
that ur here, somewhere around here


female- o, tu badan hai mein hu chaaya
o, you are the arms, i am the shadows

tu na ho to main kahaan hoon
if ur not there, where else can i be

mujhe pyar karne wala
the one who loves me

tu jahaan hai mein vahaan hoon
wherever u are, there i will be

hamein milna hi tha humdum
we are destined to meet my soulmate

issi raah pe nikalte
getting through the same road

yeh kahaan aagaye hum, yunhi saath saath chalte
where is this that we have come, walking together for so long


female- mm, meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan
mm, every breath of mine smells the aroma of fresh turmeric

tera pyar chandni hai
ur love is like the moonlight

mera dil hai jeise aangan
my heart is like a home

koi aur bhi mulayam meri shaam dhalte dhalte
something even smoother as my evening sets

ch:-

male- majbur ye haalaath idhar bhi hai, udar bhi
impossible situation is present in this place too and there too

tanhai ki ek raat, idhar bhi hai udha bhi
one lonely night is present here also, there also

kehne ko bahut kuch hai
there are so many things to be told

magar kis se kahein hum
but, to whom shall i say

kab tak yu hi khamosh rahein aur sahein hum
till when can i stay silent and tolerate

dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
heart says that i should cross every tradition present in this world

deewar jo hum dono mein hai, aaj gira de
break the wall between the both of us today

kyu dil me sulagte rahein
why should we leave it in our hearts

logon ko bata de
lets tell the people

haan humko mohabbath hai, mohabbath hai, mohabbath
yes, we are in love, we are in love, love

ab dil mein yahi baath idhar bhi hai, udhar bhi
now the same thoughts present in my heart are here also, there also


female- yeh kahaan aagaye hum
where is this that we have come

yu hi saath saath chalte
walking together for so long

ye kahaan aagaye hum
where is this that we have come

No comments:

Post a Comment