Friday 8 August 2014

Kabhi Ruhani Kabhi Rumani Lyrics from Raja Natwarlal


Song
: Kabhi Ruhani Kabhi Rumani
Movie
: Raja Natwarlal 
Singer(s)
Benny Dayal
Music By
: Yuvan Shankar Raja

Kabhi Ruhani Kabhi Rumani Lyrics from Raja Natwarlal


 Varka varka mohabbat ka likh de aaj dil se
 Lamha lamha tu behtar sa kar de aaj-kal se
 Tumse mil ke mila main khud se
 Tumse rasm e wafaa seekhi
 Khud ko sapne dikhaane ki aadat
 Tumse pehli dafa seekhi
 Kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu - 2
 
 Ho chaahe khataayen tu kare chaahe karoon main galtiyaan
 Hogi wafaa na kam kabh hogi na dooriyan ab darmiyaan
 Tumse juda hoke bhala jana hai kaha
 Mehke tere khyal se khaabon ka jahan
 Sharafat bhi tu siyaasat bhi tu meri yaar shaitani tu
 Kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu - 2
 
 Ho tu bhi khyal sa hai mere main bhi tera ehsaas hun
 Meri yahi hai khwaahishein waade saare main nibha sakun
 Kitna chahoon tujhe bataa kaise main kahu
 Tera hi tha tera hi hoon tera hi rahun
 Sune jo khuda to maangun dua kabhi na ho beghani tu
 Kabhi ruhani na na na n
 Na na na na
 Varka varka mohabbat ka likh de aaj dil se
 Lamha lamha tu behtar sa kar de aaj-kal se

No comments:

Post a Comment