Tuesday 5 August 2014

Chahaton K Silsley aur bekhudi Zara Zara,

Chahaton K Silsley aur bekhudi Zara Zara,


Wo mukhtsir si Khuwahishen aur Aashiqi Zara Zara,


Ye duriyaan Nazdikiyan Sab Kehny Sun’ny ki baat hy!


Hain lafzon mai bhi fasly aur bandagi Zara Zara,


Kis adaa sy mang lun k mil jaye tu mujhy,


Ek duaMuntazir-E-Lab aur Aajizi Zara Zara,


Kabhi Hijar mai bhi Qarar hy kabhi Dharknon sy bhi Uljhanen,


Na Hosh hy na khud ki khabar aur Deewangi Zara Zara,


“Ay Kaash”


Kaanch k ye khuwab hain Palkain khuli to kuch nhi,,,Barri hasraten hain Jeeny ki aur Zindagi Zara Zara……!

No comments:

Post a Comment