Friday 8 August 2014

Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaye Gi

Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jae Gi  Loug Be.Waja Udaasi Ka Sabab Poochein Ge  Ye Bhi Poochein Ge Ke Tum Itni Pareshan Kyon Ho?  Ungliyaan Uthein Gi Sookhey Howe Baalon Ki Taraf  Ik Nazer Dekhein Ge Guze Howe Saalon Ki Taraf  Chooriyon Per Bhi Kai Tanz Kiye  Jain Ge  Kaanpte Hanthon Per Bhi Fiqre Kasey Jain Ge  Loug Zalim Hain Her Ik Baat Ka Taana Dain Ge  Baton Baton Main Mera Ziker Bhi Le Aain Ge  Unki Baton Ka Zara Bhi Aser Mat Lena !  Warna Chehre Ke Taa’sur Se Samjh Jain Ge  Chahe Kuch Bhi Ho, Sawalaat Na Karna Unse  Mere Bare Main Koi Baat Na Karna Unse  Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaegi


Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jae Gi

Loug Be.Waja Udaasi Ka Sabab Poochein Ge

Ye Bhi Poochein Ge Ke Tum Itni Pareshan Kyon Ho?

Ungliyaan Uthein Gi Sookhey Howe Baalon Ki Taraf

Ik Nazer Dekhein Ge Guze Howe Saalon Ki Taraf

Chooriyon Per Bhi Kai Tanz Kiye  Jain Ge

Kaanpte Hanthon Per Bhi Fiqre Kasey Jain Ge

Loug Zalim Hain Her Ik Baat Ka Taana Dain Ge

Baton Baton Main Mera Ziker Bhi Le Aain Ge

Unki Baton Ka Zara Bhi Aser Mat Lena !

Warna Chehre Ke Taa’sur Se Samjh Jain Ge

Chahe Kuch Bhi Ho, Sawalaat Na Karna Unse

Mere Bare Main Koi Baat Na Karna Unse

Baat Nikle Gi To Phir Door Talak Jaegi

No comments:

Post a Comment