Monday 11 August 2014

shama jalaaye rakhana jab tak ke main na aayon

shama jalaaye rakhana jab tak ke main na aayon
Khud ko bachaaye rakhana jab tak ke main na aayon

ye vaqt-e-imtehaan hai sabr-o-qaraar-o-dil kaa
aa.Nsuu chhupaaye rakhanaa jab tak ke mai.n na aayon

ham tum milenge aise jaise judaa nahiin the
saansen bachaaye rakhana jab tak ke main na aayon

No comments:

Post a Comment