Sunday 6 July 2014

Jo suna tha suna diya main ne. . . By Wasif

Jo suna tha suna diya main ne...!<
+
Yani sb kuch bata diya main ne...!<
+
Jis ko dakha gaya tha sub-e-aazal...!<
+
Is ka jalwa dikha diya main ne...!<
+
Main ne har su tumhara gham paya...!<
+
Yun tera gham bula diya main ne...!<
+
Tare Aashko ki baat kaya kahiye...!<
+
Har qadam khun baha diya main ne...!<
+
Raaz-e-tasleem jab khula *wasif*...!<
+
Naqsh-e-hasti mita diya main ne...!<
+
==>END<==

No comments:

Post a Comment