Monday 14 July 2014

Ae meharban qasid (Nazam)

Ae meharban qasid...!<
+
Wo kaheen mille to kehna...!<
+
K faseel-e-nafrat gira raha hun...!<
+
Guzre dinon ko bhula raha hun...!<
+
Wo apne wade se phir gaya hy...!<
+
Main apne wade nibha raha hun...!<
+
Kahin mille to use yeh kehna...!<
+
Na dil mein koi malal rakhe...!<
+
Hamesha apna khyal rakhe...!<
+
Apne sare ghum muj ko de dy...!<
+
Aur tamam khushiyan sambhal rakhe...!<
+
Kahin mile to use ye kehna...!<
+
Main tanha sawan bita chuka hun...!<
+
Main sare arman jala chuka hun...!<
+

No comments:

Post a Comment