Sunday 6 July 2014

Adurha Qissa

Agar un ki tamanna hy to rona chor dete hain..!<
+
Jo Qisa ham ne chara tha adurha chor dete hain...!<
+
Agar un ka ye kehna hy to dil par jabar kar K ham...!<
+
Jo un k ghar ko jata hy wo rasta chor dete hain...!<
+

No comments:

Post a Comment