Monday 14 July 2014

Adhoori kahani hai yahan Zoaq E tamasha ki

Adhori har kahani hy, yahan zoq-e-tamasha ki...!<
+
Kabhi nazrein nahi rehtein, kabhi manzar nahi rehtay...!<
+
Bohat mehngi paray gi pasbani tum ko gairat ki...!<
+
Jo dastarein bacha letay hein un k sar nahi rehtay...!<
+
Mujhe na'dim kiya kal raat darwaze ne ye keh kar...!<
+
Shareef insan ghar se dair tak bahar nahi rehtay...!<
+

No comments:

Post a Comment