Showing posts with label sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label sad Poetry. Show all posts

Tuesday, 5 August 2014

Kash Mai Loat Jaon Bachpan Ki Wadi Main

Kash Mai Loat Jaon Bachpan Ki Wadi Main




Na Koi Zrorat Thi Na Koi Zaroori Tha

Is Sal Teri Yaad Se Azad Hoon Main.

Is Sal Teri Yaad Se Azad Hoon Main.




Guzar He Gya Wo Sal Jo Tera Tha

Teri Aankhon Mai Aansu Thay Meri Khatar



Teri Aankhon Mai Aansu Thay Meri Khatar



Wo Ik Lamha Muje Zindagi Se Pyara Lga

Pyar Main Hai Itni Takaat k Pathar B Moom Ho Jaye…

Pyar Main Hai Itni Takaat k Pathar B Moom Ho Jaye…





Naa Jane Ye Miti K Insaan Itne Magroor Q Hain….

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai,

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai,




Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain..

Tumhare Sath Chalte Hain Hzaron Chahne Wale

Tumhare Sath Chalte Hain Hzaron Chahne Wale




Mere Hone Na Hone Se Tuje Kia Farq Parta Hai

Yahan ji lagta nahi guzara kar lete hain

Yahan ji lagta nahi guzara kar lete hain




Jab dost milta nahi to chand ka nazara kar lete hain

Monday, 4 August 2014

Ham Is Qadar Bi Nahi Apni Ana K Ta'aba

Ham Is Qadar Bi Nahi Apni Ana K Ta'aba




Tum Pukaro Tu Sahi Loat K Aa Jayen Gay

Usy Kehna Sada Mosam Baharon K Nahi Rehty…

Usy Kehna Sada Mosam Baharon K Nahi Rehty…





Sabhi Patty Bikharty Hain Hawa Jb Raks Krti Hai

Wo Mera Tha Mera Hai Aur Mera Hi Rahe Ga

Wo Mera Tha Mera Hai Aur Mera Hi Rahe Ga




Qaaim Hai Isi Zidd Pe Ye Mera Dil Dheet Kahin Ka

Saman bandh kr mein yeh sochney lga….

Saman bandh kr mein yeh sochney lga….





Wo log kahan rehty hain jo kahin k nhi rehty

Kalay Jadoo ki Misaal ha Teri BeRahaam Yaad

Kalay Jadoo ki Misaal ha Teri BeRahaam Yaad




Jisam ko kaat khatey hain Kaee Mohlak kerrey

Najany Kitni Muddat Sey Hai Dil Mein Ye Amal Jari…

Najany Kitni Mudat Sey Hai Dil Mein Ye Amal Jari…




Zara Si Chot Lagti Hai, Mein Sara Toot Jata Hoon

Mohabat K Lye Dil Dhoond Koi Tootny Wala…

Mohabat K Lye Dil Dhoond Koi Tootny Wala…





Ye Wo May Hai Jisy Rkhty Hain Nazuk Aabgino Main…

Bansuri Ki Dhun Pey Chhair To Du Muhabat Ka Raag…

Bansuri Ki Dhun Pey Chhair To Du Muhabat Ka Raag…




Wo Heer He Kahan Ab Jis K Lye Mein Ranjha Ho Jaun