Be Faiz Rfaqat Mai Smar Kis Ke Liye Tha Jab Dhob Thi Qismat Tu Shjar Kis Ke Liye Tha Pardes Mai Sona Tha Tu Chat Kis Liye Dali Bahar Hi Niklna Tha Tu Ghar Kis Ke Liye Tha Jis Khak Se Phota Hai Use Khak Ki Khushbu Pehchan Na Pya Tu Hunr Kis Ke Liye Tha Ae Madr-e Geti Teri Hairat Bi Bja Hai Teri Hi Kam Na Aya Tu Sir, Kis Ke Liye Tha Yun Sham Ki Dehshat Mai Sar-e Dasht Iradah Rukna Tha Tu Phir Sara Safar Kis Ke Liye Tha ( Poet: Parveen Shakir )
Tooti Hai Meri Neend Magr Tum Ko Is Se Kya Bujte Rahe Hwaon Se Dar Mgar Tum Ko Is Se Kya Tum Moj Moj Masle Saba Ghomte Raho Kat Jayen Meri Soch Ke Par, Tum Ko Is Se Kya Auron Ka Hath Thamo, Unhen Rasta Dikhao Mein Bhol Jaon Apna Hi Ghar, Tum Ko Is Se Kya Abr-e Grez Pa Ko Barasne Se Kya Gharz Sepi Mein Ban Na Paye Guhr, Tum Ko Is Se Kya Le Jayen Muj Ko Maal Ghnemat Ke Sath Uduw Tum Ne Tor Dali Hai Sapar, Tum Ko Is Se Kya Tum Ne Tu Thak K Dasht Mai Kheme Lga Liye Tanha Kate Kisi Ka Safr, Tum Ko Is Se Kya ( Parveen Shakir )
Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe ( Parveen Shakir )
Abr-e-bahaar ne,..!<
^.
Phool ka chehra,..!<
^.
Aane banafshi haath main lekar,..!<
^.
Aisa chuma,..!<
^.
Phool ke saare dukh,..!<
^.
Khushbu ban kar bah nikle han,..!
'+'
Badban khulne se pahle ka ishara dekhna...!<
+
Main samandar dekhti hun tum kinara dekhna...!<
+
Yun bicharna B bahut asan na tha us se magar...!<
+
Jate jate us ka wo mur K dubara dekhna...!<
+
kis shabahat ko liye aya hy darwaze pe chand...!<
+
Ai shab-e-hijran zara apna sitara dekhna...!<
+
Aene ki ankh hi kuch kam na thi mere liye...!<
+
Jane ab kya kya dikhaye ga tumhara dekhna...!<
+