Showing posts with label mirza ghalib. Show all posts
Showing posts with label mirza ghalib. Show all posts

Sunday, 10 August 2014

Wo Mujh Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib

Wo Mujh Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib





Koi Tu Hai Hamdard Ju Usay Rone Nahi Deta

( Mirza Ghalib )

Be waja Nahi Roota Ishq Main Koi Ghalib

Be waja Nahi Roota Ishq Main Koi Ghalib




Jisay Khud Se Barh Ke Chaha Ho Wo Rulata Zaroor Hai

( Mirza Ghalib )

Har Sham Ye Sawal Mohabat Se Kiya Mila

Har Sham Ye Sawal Mohabat Se Kiya Mila




Har Sham Ye Jawab Ke Har Sham Ro Paray


( Mirza Ghalib )

Na Tha Kuch Tu Khuda Tha Kuch Na Hota Tu Khuda Hota

Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota

Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Main Tu Kya Hota

Hoa Jab Gham Se Yun Behis Tu Gham Kia Sar Ke Ketne Ka

Na Hota Gar Guda Tan Se Tu Zano Par Dhara Hota

Hoi Mudat Ke Ghalib Mar Gya, Par Yad Aata Hai

Wo Har Ik Baat Pe Kehna Ke Yun Hota Tu Kya Hota

( Mirza Ghalib )

Na Bazm Apni Na Saqi Apna Na Sheesha Apna Na Jaam Apna

Na Bazm Apni, Na Saqi Apna, Na Sheesha Apna, Na Jaam Apna




Agar Yehi Hai Nizami Hasti Tu Ghalib Zindagi Ko Salam Apna

( Mirza Ghalib )

Talash Mujh Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Ghalib

Talash Mujh Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Ghalib





Nigah-e Dil Se Dekh Teray Kitna Qareeb Hon Main


( Mirza Ghalib )

Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib


Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib





Dhol Chehray Par Thi Aur Ham Aeina Saaf Karte Rahe


( Mirza Ghalib )

Na Tha Kuch Tu Khuda Tha Kuch Na Hota Tu Khuda Hota

Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota

Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Mai Tu Kya Hota


Hoa Jam Gham Se Yun Behis Tu Gham Kya Sir K Ktne Ka


Na Hota Gar Juda Tan Se Tu Zanon Par Dhra Hota


Hoi Mudat K Ghalib Mar Gya Par Yaad Aata Hai


Wo Har Baat Pe Kehne K Yun Hota Tu Kya Hota


( Mirza Ghalib )

Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib

Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib     Muqadar Ke Hare Kabi Jeta Nahi Karte  ( Mirza Ghalib )


Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib




Muqadar Ke Hare Kabi Jeta Nahi Karte

( Mirza Ghalib )

Ye Dunya Matlab Ki Hai Tum Kis Mukhlis Ki Baat Karte Ho Ghalib

Ye Dunya Matlab Ki Hai Tum Kis Mukhlis Ki Baat Karte Ho 

Ghalib


Log Jnaza Parhne Aate Hain Wo Bi Apne Sawab Ki Khatir

( Mirza Ghalib )

Ji Doondta Hai Phir Wohi Fursat K Raat Din

Ji Dhondta Hai Phir Wohi Fursat K Raat Din     Bethe Rahe Taswar Jana Kiye Hoye  ( Mirza Ghalib )


Ji Dhondta Hai Phir Wohi Fursat K Raat Din




Bethe Rahe Taswar Jana Kiye Hoye

( Mirza Ghalib )

Meri Qismat Mai Gham Gar Itna Tha

Meri Qismat Mai Gham Gar Itna Tha




Dil Bi Ya Rab Kai Diye Hote


( Mirza Ghalib )

Karne Gaye Thay Us Se Taghaful Ka Ham Gila

Karne Gaye Thay Us Se Taghaful Ka Ham Gila





Ki Ek Hi Nigah K Bas Khak Ho Gaye…

( Mirza Ghalib )

Pata Hun Us Se Daad Kuch Apne Kalam Ki

Pata Hun Us Se Daad Kuch Apne Kalam Ki




Roh-ul Qudus Agarcha Mera Ham Zuban Nahi

( Mirza Ghalib )

Yaad HaiN Ghalib Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq meiN

Yaad HaiN Ghalib ! Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq meiN





Zakhm Se Girta, To MaiN PalkoN Se Chunta Tha Namak


( Mirza Ghalib )

Heran Hoon Tum Ko Masjid Mai Dekh K Ghalib

Heran Hoon Tum Ko Masjid Mai Dekh K Ghalib




Aesa Bi Kiya Hoa Ke Khuda Yaad A Gaya


( Mirza Ghalib )

Bik Raha Hai Junon Mai Kya Kya Kuch

Bik Raha Hai Junon Mai Kya Kya Kuch




Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi


( Mirza Ghalib )

Ham Ko Ma’alom Hai Is Khel Ki Hqeqat Lekin

Ham Ko Ma’alom Hai Is Khel Ki Hqeqat Lekin





Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Hai

( Mirza Ghalib )

Mujh Se Mat Keh Tu Hamain Kehta Tha Apni Zindagi

Mujh Se Mat Keh “Tu Hamain Kehta Tha Apni Zindagi”




Zindagi Se Bi Mra ji In Dino Bezaar Hai

( Mirza ghalib )

Ragon Mein Dorte Phirne Ke Ham Nahi Qayal

Ragon Mein Dorte Phirne Ke Ham Nahi Qayal




Jab Aankh Se Hi Na Tapka Tu Phir Laho Kya Hai


( Mirza ghalib )