Showing posts with label Short Poetry. Show all posts
Showing posts with label Short Poetry. Show all posts

Monday, 11 August 2014

Is Shart Pay Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi

Is Shart Pay Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi




Jeton Tu Tujhe Paon Haron Tu Piya Teri


( Parveen Shakir )

Reat Hi Reat Hai Is Dil Main Musafar Mere

Reat Hi Reat Hai Is Dil Main Musafar Mere




Aur Ye Sehra Tera Nakash-e Kafe Pa Chahta Hai


( Parveen Shakir )

Nam Hai Palkain Teri Ae Moj-e Hawa Raat Ke Saath

Nam Hai Palkain Teri Ae Moj-e Hawa Raat Ke Saath





Kia Tuje Bi Koi Yad Aata Hai Barsat Ke Sath


( Parveen Shakir )

Koi Ahat, Koi Awaz, Koi Chap Nahi

Koi Ahat, Koi Awaz, Koi Chap Nahi




Dil Ki Galyan Bari Sunsan Hai Aye Koi

( Parveen Shakir )

Tera Pehlu Tere Dil K Tarah Abad Rahe

Tera Pehlu Tere Dil K Tarah Abad Rahe




Tuj Pe Guzre Na Qayamat Shab-e Tanhai Ki

( Poet: Parveen Shakir )

Sunday, 10 August 2014

Gaye Dino Ka Suragh Le Kar Kidhr Se Aya Kidhr Gya wo

Gaye Dino Ka Suragh Le Kar Kidhr Se Aya Kidhr Gya wo




Ajeeb Manoos AJnabi Tha Muje Tu Hairan Kar Gya wo


( Nasir Kazmi )

Eid Ka Din Hai Aaj Tu Gale Mil Lay Nasir

Eid Ka Din Hai Aaj Tu Gale Mil Lay Nasir




Rasm-e Duniya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai

( Nasir Kazmi )

Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir

Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir




Teri Gali Tak Tu Ham Ne Dekha Phir Na Jane Kidhr Gya Wo

( Nasir Kazmi )

Tum Hamare Kisi Tarah Na Hoye

Tum Hamare Kisi Tarah Na Hoye




Warna Dunya Mai Kya Nahi Hota


( Momin Khan Momin )

Thathrti Hui Shab-e-Syah Aur Wo Bi Taweel Tar

Thathrti Hui Shab-e-Syah Aur Wo Bi Taweel Tar     Mohsin Hijr Ke Maron Par Qayamat Hai December  ( Mohsin Naqvi )


Thathrti Hui Shab-e-Syah Aur Wo Bi Taweel Tar




Mohsin Hijr Ke Maron Par Qayamat Hai December

( Mohsin Naqvi )

Ab Tu Bas Jaan Hi Deni Ke Bari Hai Mohsin

Ab Tu Bas Jaan Hi Deni Ke Bari Hai Mohsin




Main Kahan Tak Sabat Karon Ke Wafa Hai Mujh Main

( Mohsin Naqvi )

Umar Sar Tu Bohat Door Ki Baat Hai Mohsin

Umar Sar Tu Bohat Door Ki Baat Hai Mohsin     Ik Lamhe Ke Liye Kaash Wo Mera Hota  ( Mohsin Naqvi )


Umar Sar Tu Bohat Door Ki Baat Hai Mohsin




Ik Lamhe Ke Liye Kaash Wo Mera Hota

( Mohsin Naqvi )

Ham Tu Hanste Hain Dosron Ko Hansane Ki Khatar Mohsin

Ham Tu Hanste Hain Dosron Ko Hansane Ki Khatar Mohsin




Warna Dil Pe Zakhm Itne Hain Ke Roya Bi Nahi Jata


( Mohsin Naqvi )

Wo Mujh Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib

Wo Mujh Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib





Koi Tu Hai Hamdard Ju Usay Rone Nahi Deta

( Mirza Ghalib )

Be waja Nahi Roota Ishq Main Koi Ghalib

Be waja Nahi Roota Ishq Main Koi Ghalib




Jisay Khud Se Barh Ke Chaha Ho Wo Rulata Zaroor Hai

( Mirza Ghalib )

Har Sham Ye Sawal Mohabat Se Kiya Mila

Har Sham Ye Sawal Mohabat Se Kiya Mila




Har Sham Ye Jawab Ke Har Sham Ro Paray


( Mirza Ghalib )

Na Bazm Apni Na Saqi Apna Na Sheesha Apna Na Jaam Apna

Na Bazm Apni, Na Saqi Apna, Na Sheesha Apna, Na Jaam Apna




Agar Yehi Hai Nizami Hasti Tu Ghalib Zindagi Ko Salam Apna

( Mirza Ghalib )

Talash Mujh Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Ghalib

Talash Mujh Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Ghalib





Nigah-e Dil Se Dekh Teray Kitna Qareeb Hon Main


( Mirza Ghalib )

Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib


Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib





Dhol Chehray Par Thi Aur Ham Aeina Saaf Karte Rahe


( Mirza Ghalib )

Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib

Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib     Muqadar Ke Hare Kabi Jeta Nahi Karte  ( Mirza Ghalib )


Bas Khatam Kar Ye Bazi Ishq Ghalib




Muqadar Ke Hare Kabi Jeta Nahi Karte

( Mirza Ghalib )