Bhear me ek ajnabi ka samna acha laga saab se chupp ker wo kesi ka dekhna acha laga
sharmaee akhoon ke neche phool se khilne lage
khate khate kuch kesi ka sochna acha laga
baat to kuch bhi nahi thi lakin is ka ek tham
haat ko hoontoon pa rakh ker rokna acha laga
chaye me chini milna us ghari bhaya bohot
zere laab wo muskraya SUKRIYA acha laga
dil me kitne eehad bandhe the bholane ke use
wo mila to saab erade torna acha laga
be irada lamms ki hasni paiyri lagi
kam tawaja ekhan ka dekhan acha laga
us adwe jaan ko me bura kese khahoon
jab bhi aya samne wo bewafa acha laga
No comments:
Post a Comment